Sanjay Ki Secretary Harshita uski jaan bacha leti hai lekin ab Sanjay ke pita apni bimari ka bahana kar ke un donon ko shaadi karne ke liye majboor kar dete hain.. Lekin Sanjay ka bachpan ka pyaar to Lavina hai... Par Lavina ke saamne hain uske heroine banne ke khwab? Aakhir kya faisla lenge Sanjay, Harshita or Lavina.... Kis mod pe le aayegi inhen zindgi?




