2048 ki Crime free duniya mein ho gaya hai Murder! Wo bhi us shaqs ka jisne is World ko Crime free banaya tha. Kya Vijay Gupta qaatil ko pakad payega? Kaise hua hoga ye murder jahan crime ke thoughts detect hote hi alarm generate ho jata hai? Kaun hai in sab ke peeche? Janne ke liye suniye…. The Perfect Murder!







