Hamare dimag mein har din na jaane kitne ideas aate hai aur hum decide nahi kar paate ki wo ideas wakai acche hai ya nahi. Toh hum unhe wahi chhod dete hai ya fir kisi aise idea par kaam karte hai jo shayad accha nahi saabit hota. Magar kya hum in ideas ko test kar sakte hain? Apne customers se kaise baat ki jaaye jisse wo hamare product ke saath loyal rahein? Janenge aise kai sawalon ke jawab is show mein.













