Kya aap apne jeevan mein samriddhi aur shanti chahte hain? Manusmriti, ek prachin granth hai, Jo na keval sansaar ki rachna ki baat karta hai, Balki yeh humein samajik aur aadhyatmik niyam bhi sikhata hai, Jisse aapko zindagi jeene ki sahi raah milti hai. Toh abhi is book explanation ko suniye aur Iske gyan ko apnaiye.





