Kya aap kafi time se single hain ya hamesha se single hain? Kya aapko kisi ladki ko approach karna bahut tough lagta hai? Kya aap bhi un logon ki tarah logon ko approach karna seekhna chahte hain jo har raat bina party ya saathi ke ghar nahin lautate hain. To ye kitab hai aapki sabse badi madadgaar. Ismen aapko milenge aise tariqe jinse aap kisi se bhi bin dare kah sakenge apne dil ki baat ya kar sakenge dosti ki shuruaat. ye kitab hai aapki sabse badi madadgaar.Ismen aapko milenge aise tariqe jisse aap kisi se bhi bin dare kah sakenge apne dil ki baat ya kar sakenge dosti ki shuruaat.





