Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialThe Blood Countess: Elizabeth Bathory — Episode 2 in Hindi. Elizabeth Bathory, ek Hungarian noblewoman aur bathory family ki kathit serial killer, jiske aatank ne har kisi ko chaunka diya tha. Bathory aur uske chaar naukro'n par saikdo'n ladkiyo'n aur mahilao'n ko pratarit karne aur unki hatya karne ka aarop laga, magar anjaam kya hua? Kaise ek countess ban gyi hatyaaran? Sunein ye poori true crime story sirf Kuku Fm par.







