Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialThaliava God of South — Episode 10 in Hindi. Shivaji Rao Gaayakavaad se Rajnikant aur fir Thaliava banne tak ke safar ki kahaani, ek aise insaan ki kahaani jinke chahne waalo ne unko bhagwaan ka darjaa diya, ek bus conductor se superstar Rajnikant aur Superstar se ek politician Rajnikant, aise kahi saare roop aur sune unsune kison ko suniye iss biography mein










who wrote this ...first learn how to write ...all story are going same .
bahut hi ghtiya.......Rajni sir ki kahani to bahut mst hai no doubt but jis kisi ne ese likha hai vo bilkul murkh hi hoga.....ek hi baat ko bar bar....bar bar repeat kiye ja rha hai....ye kya Tony kakkr ka song hai??....kisi ki v jiwni....uske introduction and then bchpn se suru ho end tk jati hai.....but esme ye kahani ek loop me marry go round kr rha hai.....ye bilkul ghtiya tarika hai.... I hope aap smjh gye honge ki problems kha hai....wese me apne trf de bta du....me kahani sune ja rha hu....or Rajini sir ke bchpn se suru ho current scenario tk aa gya tha.....fir story ko pichhe le jaya gya and again start hua bus conductor ye vo.....bhai jo koe v likha hai vo khud ek bar read kr le.......mujhe kafi dukh hua kuku FM se