Ye Saal 1960 tha. Maharashtra ek alag rajya bana aur fir yahan shuru hui asli rajneeti. Fir kaise shuru hue uttar bharat ke logon ko Maharashtra se nikalane ke liye aur marathi logon ko job dene ke liye pradarshan? Kaise bani Shivsena aur kaise Bala Saheb Thackeray ban gaye ek bada naam. Thackeray pariwar ki poori kahani bata rahe hain "Thackeray Bhau" kitab ki is audiobook mein.






