Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialTemporary Roommates — Episode 2 in Hindi. Jab Bihar ka seedha saadha Shivam aur South Delhi ki glamorous Shreya Mumbai jaise sheher mein majboori mein ek hi chhote se room ka intezaam karte hain, to takraav hona toh tay tha. Alag shehron se, alag soch se, aur alag sapno ke saath aaye ye dono har baat par takrate hain, chhoti chhoti aadaton ko lekar. Shreya Bollywood ka sapna lekar aayi thi, aur Shivam ek sahi naukri ki talash mein tha. Zindagi ka pressure, sapnon ka bojh aur sheher ki tanhaayi inhe ek doosre ke thoda kareeb le aayi. Jhagdon ke beech dosti bani, aur dosti ke beech kuch ankahe jazbaat. Lekin kya bas ek hi chhat ke neeche rehna kaafi hota hai kisi rishtay ko paida karne ke liye? Jab sapne takraate hain aur raaste alag hote hain, to kya jazbaat zinda reh paate hain?

इस आदमी ने बढ़िया आवाज निकाली है औरत की

Running nhi hai show