Poori duniya mein Bharat aur Hindu dharm ka danka bajane wale Swami Vivekananda jitna vishwas bhagwan mein karte the utna hi vigyan mein. Kya aapko pata hai Swami Vivekanand ko khud cricket khelna pasand tha? Ekbar jab unko ek foreigner woman ne shaadi ke liye propose kiya to unhone kya answer diya? Unke kaun se lessons aapki life aur desh ka future dono badal sakte hain? Jaaniye is show mein.
Read More