Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialJamtara : Phishing Capital Of India — Episode 10 in Hindi. Ye kahani hai Un Phishing Scammers ki jinhone bollywood superstars , government servants , political leaders aur lakhon aam logon ke bank accounts ko sirf apne ek phone call se khali kar diya. Aur ye call hindustan ke sabse pichde ilake se aata hai, jaha smartphones aur computers ki jankari sirf gine - chune logon ko hi hai aur vo bhi poori tarike se nahi. Lekin Jamtara ke naam se jana jane wala Jharkhand ka ye ilaka ab india mein 80% se jyada phishing attacks Karne ke liye apni pehchan bana chuka hai. Toh aakhir kaise hui Jamtara mein is cyber crime ki shuruaat , India ke kaun kaun se VIP's bane is attack ka shikar aur kyu in attacks par ab tak nahi lag paya hai full stop. In sabhi Questions ke answers aapko milenge is audiobook mein.










achha hai
po
m
k
k
k

no one can live with someone's curse

aysa lag raha hai ki tum scammer ko motivate kr rhe ho