Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialPPF Nahi SIP Karo — Episode 9 in Hindi. Warren Buffett ka kehna hai ki agar aaj aap kisi ped ki chhaanv mein baithe hain to saalo pehle kisi ne us ped ke beej ko boya tha, Aur iska matlab ye hai ki agar aap bhi aane wale waqt mein sukoon ki zindagi jeena chahte hain to uski shurwat aaj se hi karni hogi. Aur us khushi ki shuruaat aap SIP se kar sakte hain. Ab aap puchenge ki SIP kise kehte hain? Aakhir SIP karte kaise hain? Kitne tarah ke SIP hote hain? Isse hume kya fayda hone wala hai? Aur aakhir aane waale waqt mein hum isse ameer kaise ban sakte hain? Aapke in saare sawaalon ke jawab hai humare iss show mein jiska naam hai "PPF Nahi SIP karo".
Thanks Buddy

very good 👍
Thanks for valuable information but I know all information already because I am financial advisor .

thanks bhai Ji

boht badhia sir kya details dia hai apne waah
good knowledge

good
sahi baat h
nice audio sir bahut kuch sikhke ko mila paisa basul thanks sir

phele Maine PPF me invested karte thay. after 8 year I have withdrawn partial amount and then I invested mutual fund sip