Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialSheena Bora Murder Case — Episode 2 in Hindi. Aksar kaha jata hai ki bacche ko takleef me dekh kar Sabse zyada dukh Maa ko hoti hai, Ek Maa hee hoti hai jo hume iss duniya mein sabse zyada pyar karti hai wo bhe bina kisi laalach ke, Lekin tab aap kya kahenge jab aapko pata chalega ki ek Maa ne hee apni masoom beti ka khoon kar diya. kuch aisi hee kahani hai "Sheena Bora Murder Case" Ki. Aakhir kon thee Sheena Bora aur kyun uski hee Maa ne uska khoon kar diya, Aakhir kya wajah rhai hogi is qatal ki, Aur aakhir kya faisla sunaayaa cort ne is case ki Culprit Indrani Mukherjee par janne ke liye suniye humari ye khaas Audio series "Sheena Bora Murder Case".