Bade Bujurgon ka Diya ek gyan to pata hi hoga na, ki “ Paisa Kamane Se Badi Baat Hai Kaise Us Paise Ko Kahin Aur Laga Kar Aur Kamaya Jaye”. Baat bhi ek dam sahi hai Guru. Lekin kahan lagayen aur kaise lagayen ka gyan to bahut kam diya gaya hai. To bas is sawal ka jawab diya hai ek anubhavi aur share market se akoot paisa kamane wale business man Warren Buffett ne unke dost Benjamin Graham ne is kitab "Investment Ka Funda" mein.




