|Key Insights - Tarnishing Hindu Society, Half-Truth, Strategic Colonization| Kya Sati Pratha sach mein Bharatiya samaj ki ek zaroorat thi? Kya Sati hona dharmik manyata ka hissa tha? Kya iske bina koi vidhva ka jeevan sambhav nahin tha? Janiye Sati Pratha se judi in sabhi aur anya galatfahmiyon ka sach historical aur religious evidence ke saath hamaari iss khaas show mein.














