Sardar Patel ne apne poore jivan mein Bharat ko sanyukt desh banane ki koshish ki. Wo humesha chahte the ki hum sabhi ke beech bhaichara yunhi bana rahe. Lekin azadi ke waqt jab Hindu - Musalman ko alag kiya ja raha tha, us dauran unki ye soch kitni rang laayi? Kya Bharat aur Pakistan ko alag nahi karne ke liye Sardar Patel ne wakayi sangharsh kiya tha? Aur aakhir kyun unka naam itihaas mein bahut sochne ke baad yaad aata hai? Janenge is audiobook mein. Read More