Khooni Registan, Zinda Murde aur Kali shaktiyan. Chote bacche Anirudh ke liye Musibatein kam nahi ho rahi thi ki tabhi uske picha laga ek Rakshas Pretraj. Aur fir Masiha ban ke aaya Bhairav jiski bandooke karti thi in sabhi shaitano ka khaatma. Kya Bhairav bachha payega us bacche ko in haiwano se? Kyun laga hai Pretraj Anirudh ke piche? Janne ke liye sune Revolver Raja.

