Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialRashtrapati : Bharat Ke Mahamahim Ki Kahaniyan — Episode 4 in Hindi. 15 August, 1947. Azadi ke saath shuru hua is desh ke liye aage ka rasta taiyar karne ka kaam. Bana Bharat ka Samvidhan aur bana desh ka sarvochch pad “Rashtrapati”.Aur fir shuru hui is pad tak pahunchane ki rajneetik daud.Is daud mein jo jeeta vahi bana “Mahamahim”.May, 2022 tak ye desh 14 Rashtrapatiyon dekh chuka hai.Aur in sab ke bachpan se lekar Delhi ke Rashtrapati bhawan tak pahuchne ke dilchasp qisse lekar “KUKU Fm” aur “The lallantop” milkar le aaye hain is audio book mein.