Ram mandir to jhanki hai, Mathura-Kashi baaki hai. Ye nara lagane wale sabhi right wing samarthak Ayodhya ke baad ab dusre conflicting issue par najar gadaye hain. Par pichle karyakal mein kya the Modi Govt. ke problematic mudde? Agli sarkar aane par kya mudde uthaye ja sakte hain? Inhi sawalon ke jawab ke saath, pesh hai show Ram Mandir ek jhanki thi?...











