Jab Hasnain ko achanak naukri se nikaal diya jaata hai, toh uske upar apne parivaar ko sambhaalne ki chinta usey ek tantrik baba ki or le jaata hain jahan. Baba ki sandehjanak kriyaein uski kismat mein chaar chaand laga dete hain jiske chalte Hasnain andhvishwaas mein leen ho jaata hai. Par ye latt ek khoonkaar roop lene lagti hai jab wo apni soojh boojh bhoolkar yakin karne lagta hai ki ek kriya se jannat naseeb ho sakta hai.
