Ek chhote gaav ke jungle mein kati-phati laashein mili, jahan police officer Ragini aur uska saathi Shaurya ek gehri jaanch mein utare. Tahqiqat ke dauraan samne aaya ki kuch prachin tanrik rakshas Brahmashirastra prapt karne ke liye laut chuke the. Ragini ka sambandh Devi Shakti ke roop se juda, aur uske andar ki divya shaktiyon ka rahasya khulne laga. Ek aisa yudh chhid gaya jahan manavta, vishwas aur shakti ke beech bhayanak takraav gaya. Kya Ragini apni asli pehchaan samajh paayegi? Kya woh rakshason se takraakar Brahmashirastra ko bachaa paayegi? Aur kya Shaurya uske saath ek sacha rakshak ban kar khada raha?


