Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialPyaar Ka Wrong Connection — Episode 5 in Hindi. Online dosti ke 8 saal baad jab Aarohi apne digital best friend se milne ja rahi hoti hai, ek unexpected accident unki mulaqat ke plans ko bigaad deta hai. Uski jagah, Aarohi ki best friend Jasmine us handsome stranger Siddharth Ahuja se milti hai aur uski identity chura leti hai. Jasmine ab Aarohi ban kar India ke sabse charming aur successful fashion designer Siddharth ke kareeb aa rahi hai, jabki asli Aarohi us dosti ko wapas paane ki koshish mein hai. Jab dosti, love aur ambition takraate hai, toh kya asli connection jeetega ya galat identity banegi ek ‘Pyaar Ka Wrong Connection’?