Bandit Queen, Chambal Ki Rani, Beehad ki Devi aur aise kitne hi naamo se pehchani jaane wali Phoolan Devi ki kahani atyachar, sangharsh, jurm, aur vidroh se bhari hai. Kisi ke liye Phoolan jaati sangharsh ki masiha hai to kisi ke liye maut ka farman. Rape survivor se lekar Bandit Queen banne aur jail se wapas aakar Parliament mein chune jane tak, Phoolan ki zindagi kisi action film se kam nahi. Suniye Phoolan Devi ki kahani Kuku FM ki is khas peshkash Phoolan Devi: Chambhal se Parliament Tak mein








