Pedro lopez ek aisa khoonkhar apradhi jiske jurm sunkar police bhi kaanp gayi thi.jisne kiya tha ek ke baad ek kul 300 ladkiyon ka murder. itna ghinauna jurm karne ke baad bhi ise sirf 20 saal ki hi saza mili. iske baad wo aazad ho gaya. Jail se nikalkar Pedro lopez ne kya kiya? Kaise hua uska ant? kyun ki usne keval ladkiyon ki hi htya? Suniye ek rongte khade kar Dene Wale serial killer ki puri kahani KUKU FM par.











