Parsis Community, Jise kahi Farsi aur Kahin Irani bhi kaha jata hai. Iran me ek samay ka sabse Powerful aur jyada follow kiye jane vala religion aaj duniya me na ke barabar hai. Parsis ke sath aisa kya hua jo unhe apne hi desh se bhagna pada? Akhir ye kaise bhagte bhagte India aa pahunche? India me parsis kaise rahte hai? In sare savalo ke javab aapko is Audiobook me mil jayenge. Iske sare Episodes Khas tarike se banaye gaye hai jiska aap poora Ananad utha sakte hai. Apne hi desh Iran se kaise bedakhal hue Parsi? Parsi India ka Integral Part kaise bane? Itihas se lekar abhi tak sab janenge is Audiobook me.













