Ek saadharan insaan ki tarah zindagi jee raha billionaire Akshat Bajaj galti se 24 saal ki proudy aur beautiful Suri Group ki CEO se takra jaata hai.Woh uske work aur age ko lekar kaafi insult karti hai, lekin dheere-dheere usi ke pyaar mein pagal ho jaati hai. Lekin sawaal yeh hai ki kya Akshat apne bete aur samaaj ki soch se aage badh kar is rishte ko apna payega?















