Nithari Kand. Uttar Pradesh ka wo kand jisne logon ki neend uda di thi.Vo kand jismen do hatyaron ne hatya karne ke aise tareeke apnaye jise jankar samaaj, police aur court bhi dang rah gae.Is Audio Book men ham aapko suna rahe hain usi Nithari Kaand ki shuru se lekar ant tak ki poori kahani. To aaiye sunte hai desh ke sabse bade cannibal case ke bare men. Is Audio Book (Original) me ham aapko suna rahe hain Nithari Kaand ke kuch sune aur kuch ansune kisson ki madad se iski poori daastan.










