Agar zindagi mein koi humse pucche ki aap kaun hai, toh sabhi log main ke sath uss sawal ka jawab dete hai. Par hum yeh bhul jate hai ki humari zindagi mein har chiz ka credit sirf humara hi nahi hota. Isme humare aas paas ke logon ka bhi contribution hota hai. Lekin un logon se contact banaye rakhn humare liye time consuming hota hai, isliye, aage badhne ki race mein hum unhe picche chhod dete hai. The Power of connections ki book summary mein hum yahi janenge ki kin baaton par dhyan dekar hum apne social relationship ko majbut bana sakte hai. Lekin un logon se contact banaye rakhn humare liye time consuming hota hai, isliye, aage badhne ki race mein hum unhe picche chhod dete hai







