Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialNehru: Innocent or Guilty? — Episode 4 in Hindi. Internet ke zamane mein agar kisi rajneta ya kisi Pradhanmantri par agar sabse zyada keechad uchala gaya hai toh wo Nehru hai. Internet par udti khabron ko dekh kar lagta hai Bharat mein aisi koi samasya nahi hai jiski jad mein Nehru nahi hain. Kashmir se le kar China tak, school se le kar berozgari tak, har problem ke liye Nehru ko zimmedar thehraya jata hai. Par kya sach mein Nehru har samasya ke liye zimmedar hain? Kya Nehru sach mein sabse bure pradhanmantri the? Jane kya hai sacchai Nehru par lage aaropon ke.
. M. M
.
one of the great visionary leader .....From ISRO to IIT ,,his dedication towards science is phenomenal
nehru ko to ek hi vote mila tha wo bhi khudka par pm kyun