1990 me dilli ki ek famous university ke andar kuch log students ko Naxal bna rhe the. In sab ke beech 21 saal ka anaath Surya fas gya jise seedha Naxals camp me shaamil kara diya gya. Magar phir jab Indian Army ki nazar Surya par padi tab sara khel ulta pad gya. Kya hoga jab BA Political Science ka ek student baghawat par utar jaayega? Aakhir kisse hai uski ladai? jaanne ke liye suniye dehshat se bharpoor ye kahani 'Naxal-The 1990 Terror'.












