Shayad 21 din mein paisa double jaisa kuch hota, par afsos aisa hai nahi, lekin haan kuch financial principles hai jinhe regularly discipline ke saath follow karne se aap fortune ko zarur attract karenge. Yeh audiobook aapke liye financial guide ke taur par hai. Agar aap kabhi kisi money related problem mein faste hai, to yeh audiobook aapko uss problem se nikalne mein help karegi aur aapko financial independence ki aur le jayegi. ye audiobook zaroor sunein.


