100 BC ke India ka aisa sheher jo poori duniya mein sea trade ka hub tha. Jiske port se Indian products world markets mein establish ho gaye the. Par ye sheher achanak world map se kaise gayab ho gaya? Aur kaise mile iske suraag? Aaiye chalein Muziris ke safar par.





