Ek imarat, jise gunahon ka ghar banaya gaya, Jahaa'n lagatar ho rhe the bhayanak crimes aur jise diya gya 'Murder Project' ka naam. Har ek kamra kyon bathroom se hi attached tha? Aakhir kaun se kaale karnaame yahaan dafn the? Suniye, is anokhe crime saga ko, jahaa'n har kone mein ek nayi mystery chhupi hai.













