Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialMukherjee Nagar — Episode 1 in Hindi. Mukherjee Nagar Mehez Ek Kahani Nahi, Ek Aisi Daastaa'n Hai Jise Sunkar Mehnat Aur Shiddat Jaise Lafzo'n Par Aapko Yaqeen Ho Jaayega. EK Chote Se Gaao'n Me Rehne Wala Bhuvan Jab Dilli Ke Mukherjee Nagar Me Rehkar UPSC Ki Taiyaari Karne Ka Faisla Leta Hai Tab Zindagi Shuru Karti Hai Apna Khel. Sapno'n Ke Is Safar Me Kya Gareebi se Pareshan Bhuvan Apni Jeet Pukhta Kar Paayega Ya Ho Jaayega Hataash? Kya Bihar Ke Ek Khetihar Mazdoor Ka Beta, Mukherjee Nagar Me Apne Sapno'n Ki Udaan Ko Pankh De Paayega? Aspirants Ke Beech Mukherjee Nagar Ka Ek Rang Aisa Bhi Hai. Ek Yuvak Ke Sangharsh Aur Jaddojahad Ki Daastaa'n Jo Aapko Aadi Se Ant Tak Baandhe Rakhegi.











O Bihari 😘
Have a nice day but hard work
Amazing 😍😍

good

good

good evening

kundan kumar sultanganj bihar
very nice 👍
Can someone tell if this is real story. I couldn't wait to listen till the last episode. 👌👌👌

gajab story