Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialMount Athos: A Place Where All The Females Are Banned — Episode 11 in Hindi. India main aap sab ne sabrimala temple women activism amidst ban toh khub suna hoga par kya sabrimala temple ek akeli jagha hai jahan par females ke aane par rok hai? jee nahi, duniya main aise bahut sari jagha hain jahan par females banned hain, unhi main se ek hai mount athos, Europe main situated yeh mountain ghar hain monastries ka, toh kya reasons hai athos par woemn ban ke aur 7 other places jahan par females ka jana banned hai , yeh sab rochak baate jaanenge iss original audioseries main toh suniye yeh exclusive creation of KUKU FM



India toh orthodox mein sabse aage Hai women ko apna Haq Kabhi Nahi milta 😡