"Chhoti - Chhoti Magar Moti Baatein". Aapne agar 90 ke dashak mein TV serial Shaktiman dekha hai to ye line bhi suni hi hogi. Aur ye bhi jaante honge ki chhoti aur acchi habits ka impact bahut bada aur accha hota hai jo aapko bade Aim tak pahunchane mein madad karta hai. Isilye KUKU Fm le aaya hai Stephen Guise ki likhi kitab Mini Habits: Smaller Habits, Bigger Results ki Audiobook vo bhi hindi mein.







