Duniya mein kuch hi brands aise hai jo har country mein pehchaane jate hai, Aur McDonald's bhi unhi chuninda brands mein se ek hai. Aur fir chahe vo globalization ka virodh karne wale samajik karyakarta ho, Sarkari svasthya adhikari ho ya fir bachho ke motape aur bimariyon ko lekar chintit rehne wale mata-pita , McDonald's in sabka pasandita raha hai. Lekin iske piche ka karan kya hai? aese kaunsi strategy hai jisne iss brand ko aaj safalta ki is uchai tak pahucha diya? Iska javab iss audibook se accha aur koi nahi de sakta hai. Kyuki isme McDonald's ki Success ke ek ek step ko bariki se samjhaya gaya hai. Read More