Ek anokha vidhvansakari hathiyar jise China mein banakar Australia ke raaste aise anokhe tareeke se India laya gaya ki kisi ko uski bhanak tak na lagi. Aur yeh sab kiya gaya India ke Republic Day par bhayanak tabahi machane ke liye... lekin us tabahi aur us bhayanak hathiyar ke beech mein aa khada hua Marcos Commando Virat. Phir kya hua? Jaanne ke liye suniye jabardast deshbhakti aur jasoosi se bhari yeh kahani Marcos Republic Day sirf kuku FM par!











