Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialMannat — Episode 47 in Hindi. Ek raat Aditya aur Mannat ek dusare se mile, Aur bina kisi pahchan ke un donon ke bich woh hua jo hona nahi chahiye tha, Us raat ki galati se mannat ki zindgi aur Sapne sab uthal-puthal ho jate hai, Wahi dusri aur jab aditya ko mannat se juda sach pata chalata hai to woh apni shadi tod kar mannat ko apne ghar le aata hai. Kya hoga jab aditya ko para chalega mannat ka asli sach? Kya aditya ke ghar wale apna payenge mannat ko? Kya mannat ke sapne udaan bharne se pehle ki bikhar jayenge? Janane ke liye sune "Mannat : Ek Anchahi Dua" sirf Kuku FM par.








Ab tak to Gandhi mein bahut maja aaya aage bhi bahut maja aaega kahani Ko aage badhaie
Kahani continue kariye kafi waqt ho gaya hai
Next episode daliye
Please aage ke episode daliye ab to 2 sal se bhi upar ho gaye hain kab se vate kar rahe hain maine to iske chakkar mein dusri bar bhi kahani Sun Li hai

म****** अधूरी कहानी
Pura mat kro story yeh time waste app he delete kar deta hai ...

Yar kuku fm pr koi bhi story puri nhi karni h to start hi mt kro na sirf hume bewkuf bna rhe ho aadhi adhuri kahani suna kr
What is this incomplete story...why... all nice story is incomplete....Thane why this app payable
Yes this story not complete time west / next session
Ap logone ye kahani adhuri zodi hai yar yese kuw kar rahe ho