Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialMannat — Episode 18 in Hindi. Ek raat Aditya aur Mannat ek dusare se mile, Aur bina kisi pahchan ke un donon ke bich woh hua jo hona nahi chahiye tha, Us raat ki galati se mannat ki zindgi aur Sapne sab uthal-puthal ho jate hai, Wahi dusri aur jab aditya ko mannat se juda sach pata chalata hai to woh apni shadi tod kar mannat ko apne ghar le aata hai. Kya hoga jab aditya ko para chalega mannat ka asli sach? Kya aditya ke ghar wale apna payenge mannat ko? Kya mannat ke sapne udaan bharne se pehle ki bikhar jayenge? Janane ke liye sune "Mannat : Ek Anchahi Dua" sirf Kuku FM par.










Aditya se Mannat ko bich me milado end me mila toh story boring hoga
Janvi is so irritating
Aditya aur Mannat ko milado
Hello

Rohan our Janvi dono bhut bore ha Aadity our Janvi ki shadi nhi honi chahiye
more episode unlock kariye na please 🙏🥺🥺
Please season 2 Add kar dijiye please 🙏