Zara sochiye, agar aap apni hi banayi duniya mein ghus jaye aur aapka samna ho hai us khatarnak villain se jise aapne hi banaya hai? Aisa hi hua, ek novelist Arnav Saxena ke sath jo pahunch gaya apne hi novel- The Dark World mein jahan uska samna hua Victor Mehra se. Arnav dakhil hua Victor ke shareer mein aur ban gaya sabse bada villain. Kya Arnav Victor ki body aur novel se bahar nikal payega? Ya ban jayega sabse bada villain?





