Hum aksar apne failure ko badluck bolke sochte hain ki humara kuch nahi ho paayega. Is Original show ko sunne ke baad aapko samajh mein aayega ki hum apna luck khud hi bana sakte hain aur apne luck ko apne tareeqe se use bhi kar sakte hain. humara luck aur koi nahi sirf hum hi apni qismat ko banate hain. to chaliye shuru karte hain apni Qismat ko unlock karne ke safar ko.









