Kabhi thi ek millionaire, aur ab ban gayi ek shikari! Aarohi, jo aayi hai Mafia Queen banke apne pita ki maut ka raaz suljhane. Par yeh keval naam nahi, ye toh unke liye jeeta jaagta khauf ka saya hai jinhone uska sab kuch cheen liya. Kya woh apne pita ke hatyaro ko dhundh payegi, jab police aur underworld dono uske peeche hain? Jaanne ke liye sunein Mafia Queen!






