Kya aap jaante hain ki Bhagwat Puran ki ek katha ke anusar Maa Ganga Saraswati Mata ke shraap ke karan dharti par nadi ban kar aai? Lekin Maa Ganga ka shrap insano ke liye vardaan sabit ho gaya. Purano mein Maa Ganga ki kai kahaniyan hai. Sabse rochak kahaniyan, aaiye sunte hain is show mein.Read More