Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialLucy Letby: The Killer Nurse — Episode 8 in Hindi. Ek aisi nurse Jo bacchon ki hatya kar ke bhagwan bnana chahti thi. Ek nahin do nahin is nurse ne ki thi kul 13 naye janme bacchon ki hatya. Parents ke saamne angel bnakar rehne wali nurse asal mein ek devil thi iska andaaza kisi ko bhi nahin tha. Fir Kaise hua is baat ka khulasa? Kya dushmani thi iski masoom bacchhon se? Kaise hua is killer nurse ka pardafaash? Jaanane ke liye sunein Puri kahani sirf KUKU FM par.









