Kya aap kale jadoo mein yakeen karte hai? Kya apko kale jadoo ki khooni history pata hai? Kya apko pata hai ki kale jadoo ki shururat kab, kaha aur kaise hui thi? Kaise kale jadoo ne insano ki bali chadhane ko ek vidhi ka naam diya tha. Aur kaise isi kale jadoo ki vajah se kyi zindagiyan barbad ho gayi. Aaj hum apko le chalenge India ke us hisse mein jaha kala jadoo ki manyata par sawal uthana bhi ek gunha hai.








