Azaadi ke sangraam mein aise bahut saare naam hain jo itihaas ki kitaabon mein kahin gum ho gye. Unhi mein se ek naam tha Baba Gurdit Singh Komagata Maaru jinhone apni jaan ki parvaah na karte huye aisa jabaaz kaam karke dikhaya ke angrezon ki naak ke neeche se 250 Bharatiyon ko Canada le gaye. Lekin Aisa kya hua 1914 Canada mein jis ke liye aaj bhi Canadian Govt. India se maafi maangti hai. Jaan ne ke liye suniye Komagata Maru Incident sirf KukuFM par.













