Baadalpur—ek shapit gaon jahan har Surya Grahan maut ka paigam ban jaata hai. Is gaon ke log sirf ek shraap se nahi, ek kaale rahasya se bhi qaidi hain jo Kaliyug ke ant aur Kalki ke janm se juda hai. Vishnu aur Saloni, jo apne parivaar ke maut ke raaz dhoondhne aaye hain, unka saamna hota hai Rahu-Ketu se. Kya woh milkar is shapit gaon ko azaadi dilayenge ya is rahasya ka hissa ban jaayenge?




