Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialKatil Baaz — Episode 6 in Hindi. 'The Law of Action And Reaction' Ke Karma Ki Dil Dehla Dene Wali Daastaan. Ye Kahaani Hanumaan Ji Ke Brahamchaari Bhakt Ke Ird Gird Ghumti Hai, Jiski Rahasyamayi Tarike Se Maut Ho Jaati Hai, Chasmdeed Gawah Ke Mutaabik Ek Baaz Jo Kaafi Dino Se Un Par Ghaat Lagaye Baitha Tha, Wo Hi Kaatil Hai. Yeh Sach Hai Yaa Yaa Mangadhant Kahani? Jab Is Kahaani Ki Haqeeqat Saamne Aati Hai To Sabke Hosh Ud Jaate Hain. Aakhir Kaise Ek Baaz Katil Ho Sakta Hai? Kyon Wo Us Bhakt Par Apni Nazar Tikaaye Baitha Tha? Kahin Uska Koi Peechle Janm Ka Naata To Nahi...? Suniye Kai Sawalo'n aur Rahasyo'n Se Ghiri Ye Kahani.

haranu h story vala
Hunuman ji ko badnam kor diya 😡
Kuku Fm 😡
ye kya hai? ek brahmachari ka aisa apman nahi karna chaiye tha
Very Bad Story 🤬

what kind of stupid story is this
report Krna padegi kya hai ye?? Hanuman ji ka nam badnam kr rha hai ye writer
Police naam ki v ek chiz hoti h... Call Karo