Zindagi ke har padaav ki Guide ko simple banaane ke liye pesh hai ye show, jo show aapko financial planning se le kar time management tak, sab cheezon ke baare mei batayega. 18 saal ki umar ka college jaane wala bacha ho ya 60 saal ka retired officer, sabki zindagi guidance aur direction sabse do zaroori cheezein hain. Toh chaliye phir sunna shuru karte hain is Guide ke pehle Episode ko.











